moto

Thursday, May 31, 2012

Shiqayat – आपकी कलम, आपकी राय!!

Shiqayat – आपकी कलम, आपकी राय !! Forums is where you can submit complaint against fraud and scam companies or service provider that did not provide quality service ….

here you can file complaints against

Bad Online Shopping Companies

Indian Railways

Mobile Service Providers

Real Estate Agents etc..

we are available at www.shiqayat.co.cc & www.shiqayat.forumotion.in

Cheers !!

Thursday, May 17, 2012

Chak jigar ke see lete hain - Jagjit Singh - Album = Love Is Blind

Chak jigar ke see lete hain
Jaise bhi wo jee lete hain

Dard mile to seh lete hain
Ashk mile to pee lete hain

Aap kahen to mar jaayen hum
Aap kahen to jee lete hain

Bejari ke andhi-yaare mein
Jeene wale jee lete hain

Hum to hain un fulon jaise
Jo kaanto mein jee lete hain




ab bhi aati hai teri yaad kabhi shaam ke baad - Jagjit Singh

Jab bhi aati hai teri yaad kabhi shaam ke baad
aur badh jaati hai afsoorda-dili shaam ke baad

ab iraadon pe bharosa hai na tauba pe yakeen
mujhko le jaa re kahan tashna_labi shaam ke baad

yun to har lamhaa teri yaad ka bojhal guzraa
dil ko mehsoos hui teri kami shaam ke baad

yun to kuch shaam se pehle bhi udaasi thee 'adeeb'
ab to kuch aur badhi dil ki lagi shaam ke baad







Tum ye kaise juda ho gaye
Har taraf har jagah ho gaye

Apana chehra na badlaa gaya
Aayine se khafa ho gaye

Jaane waale gaye bhi kahaan
Chand suraj ghata ho gaye

Bewafa to na wo the na hum
Yuun hua bas juda ho gaye

Aadmi banana aasaan na tha
Sheikhjee aarasa ho gaye

Hosanna from AR Rahman Musical "Ek Deewana Tha"--- Lyrics

Dil hote jo mere seene mein do
Doosra dil bhi main tumhe deta todne ko

Hosanna..Hosanna..Hosanna
Ho..Sannna...Hosanna..Ho...

Dilkash thi woh shaam pehle pehal
Jab ke tumse mili thi nazar
Aisa chakraya ki ab ye na jaanu
Ke jaaun tto jaaun kidhar
Hosanna tum samne thi pal
Hosanna Agle hi pal thi ojhal
Ab kya bataaun main
Kis haal mein hu main
Yahaan-wahaan bas apna dil aur hosh dhoodta hu main

Hosanna.. (Madhoshi deewanagi)
Hosanna.. (main aur teri bandagi)
Hosanna.. (ab hai yehi zindagi)
Hosanna..

Everybody wanna know be like be like
I really wanna be here with you
Is that enough to say that
We are made for each other is all that is Hosanna true

Hosanna... be there when you are calling i will be there
Hosanna... feeling like my life's changed
I never wanna be the same..
Its time we re-arrange i take a step
you take a step and me calling out to you

Helloooo... Hellooooo... Helloooo oooo
Yooo Hosanna

Ho..sanna.....oooo...

Udti hui titli ki rangeen parchhaai reh jaati hai phoolon mein
Waise hi tum ek tasveer ke jaise chhaye ho inn aankhon mein
Hosanna, Tum jo mera khwaab ho
Hosanna, Dil kyon na betaab ho
Kahoon to kya kahoon
Main kyun deewana hoon
Tumhare baare mein hi har ghadi sochta hoon kyun.

Hello.. Hello.. Hello...
Hosanna... (ab din ho ya raat ho)
Hosanna... (dil chahe tum saath ho)
Hosanna... (bas haathon mein haath ho)
Hosanna....

Dil hote jo, mere seene mein do
Doosra dil bhi main, tumhe deta todne ko


don't forget to like our Facebook Page



Friday, May 11, 2012

Song :Nadaan Parindey || Movie : RockStar || Lyricist : Irshaad Kamil || Music : A.R.Rahman

O Nadaan Parindey ghar aaja [nadaan parindey=naive bird]
O Nadaan Parindey ghar aaja
O Nadaan Parindey ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..

Kyun desh-bidesh phire maara
Kyun haal-behaal thaka haara
Kyun desh-bidesh phire maara
Tu raat-biraat ka banjara
O Nadan Parinde ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..
Naadan Parinde ghar aaja....
Sau dand badan pe phele hain
Har karam ke kapde mele hain

Kaate chahe jitna paro se hawao'n ko
Khud se naa bach paayega tu
Tod aasmaano ko
Phook de jahaano ko
Khud ko chhupa naa payega tu
Koi bhi le rasta tu hai tu le rasta
Apne hi ghar aayega tu

O Nadaan ...
O Nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..
Nadaan Parindey ghar aaja
Nadaan Parindey ghar aaja
Nadaan Parindey ghar aaja

Kaaga re kaaga re mori itni araj tose [kaaga=crow]
Chun chun khaaiyo maans
Kaaga re kaaga re mori itni araj tose
Chun chun khaaiyo maans

Araj ye re khaaiyo na tu naina more [Araj= Request]
Khaaiyon na tu naina mohe
Piya ke milan ki aas
Khaaiyon na tu naina more
Khaaiyon na tu naina mohe
Piya ke milan ki aas

O Nadaan ...
O Nadaan parindey ghar aaja
Ghar aaja... Ghar aaja... Ghar aaja aa aa..

Song : Kun fayakun Kun || Movie : RockStar || Lyricist : Irshaad Kamil || Music : A.R.Rahman

Ya Nizamuddin Auliya
Ya Nizamuddin Sarkar
Kadam badha le
Haddon ko mita le
Aaja khalipan mein pee ka ghar tera
Tere bin khali aaja khalipan mein
Tere bin khali aaja khalipan mein
Ooo...

Rangreza Rangreza
Rangreza aa.....
Ho o ... Rangreza Rangreza

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya
Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya
Maula wahi wahi maaya

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann
Rangreza rang mera tann mera mann
Le le rangaai chahe tann chahe mann

Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Sajra savera mere tann barse
Kajra andhera teri jalti lau
Qatra mila jo tere darr barse
O Maulaa...
Maulaa... aa...

Kun fayakun Kun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun
Fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Aaa
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaq-al sur'aah bih-al Al-Qari
SalAllah hu alayhi wasallam
SalAllah hu alayhi wasallam

Ho mujh pe karam sarkar tera
Araj tujhe kar de mujhe
Mujhse hi riha
Ab mujhko bhi ho deedar mera
Kar de mujhe mujh se hi riha
Mujh se hi rihaaa...

Mann ke mere ye bharam
Kachche mere ye karam
Leke chale hain kahaan main to jaanu hi na

Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
Main hoon tujh mein samaaya
Tere peechhe chala aaya
Tera hi main ik saaya
Tune mujhko banaya
Main tto jag ko naa bhaya
Tune gale se lagaya
Haq tu hi hai khudaya
Sach tu hi hai khudaya
Aaa...

Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun
Kun fayakun Kun fayakun fayakun
Fayakun fayakun fayakun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha
Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha

Kun fayakun Kun fayakun
Sadq allahu ali ul azeem

Sadaq-al sur'aah bih-al Al-Qari
SalAllah hu alayhi wasallam

Song : Tum ho paas mere || Movie : RockStar || Lyricist : Irshaad Kamil || Music : A.R.Rahman

Oooh ho....
Tum ho
Tum ho paas mere
Saath mere ho
Tum yun
Jitna mehsoos karoon
Utna hi paa bhi loon

Tum ho mere liye
Mere liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya
Tum ko, tukmko main jeeta hoon

Oooh ho....
Tum ho
hmmm....
Aaah haa aa...

Kahin se kahin ko bhi
Aao bewajah chale
Poochhe bina kisi se
Hum mile

Bandishe naa rahi koi baaqi
Tum ho
Tum ho paas mere, saath mere ho
Tum yun
Jitna mehsoos karooon tumko, utna hi paa bhi loon
Ooooh hoo hoo...

Kis tarah chheenega aa mujh se ye jahaan tumhe
Tum bhi ho main
Kya fiqar ab humein

Tum ho mere liye
Mere liye ho tum yun
Khud ko main haar gaya
Tum ko, Tumko main jeeta hoon
Ooooh hoo ho...

Tum ho
Hoo aa....

Song : Jo bhi main kehna chahoon || Movie : RockStar || Lyricist : Irshaad Kamil || Music : A.R.Rahman

Ya ya ya.....
Ya ya ya ye hm.....
Ya ya ya ye hm..... (Ya ya ya....)
O ya ye ( O Ya ye.....)
Ya ya ya ya..... (Ya ya ya.....)
O o o .. (O o o ..)
O o o o.. (O o o o..)

Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere

O ya ye.....
Ya ya ya ye hm.....
O o o.....

Jh jh...♪ ♫..Jh jh...♪ ♫

Kabhi mujhe lage ki jaise
Saara hi ye jahaan hai jaadu
Jo hai bhi aur nahi bhi hai ye
Fiza, Ghata, Hawa, Baharein
Mujhe kare ishaare ye
Kaise kahoon
Kahani main innki

Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere

O ya ye
O ya ya ya (ya ya ya)
O ya ya ya (ya ya ya)

Maine yeh bhi socha hai aksar
Tu bhi main bhi sabhi hai sheeshe
Khudhi ko hum sabhi mein dekhein
Nahin hoon main hoon main toh phir bhi
Sahi galat, tumhara main
Mujhe paana, paana hai khud ko

Jo bhi main kehna chahoon
Barbaad kare alfaaz mere
Alfaaz mere

Ya ya yea yea
Oo yea yea.... oo oo ..

Song : Sadda Haq Aithe Rakh || Movie : RockStar || Lyricist : Irshaad Kamil || Music : A.R.Rahman

Tum logon ki, iss duniya mein
Har kadam pe, insaan ghalat
Main sahi samajh ke jo bhi karoon
Tum kehte ho ghalat !
Main ghalat hoon toh phir kaun sahi (phir kaun sahi)
Marzi se jeene ki bhi main
Kya tum sabko arzi doon
Matlab ki tum sab ka mujh pe
Mujh se bhi zyada haq hai

Sadda Haq Aithe Rakh

Sadda Haq aithe rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq aithe rakh

Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh

Na na na......
Sadda Haq Aithe Rakh (x4)

Hey!
Inn qataaron mein yaa udhaaron mein
Tum mere jeene ki aadat ka kyun ghot rahe dum
Besalika main, uss gali ka main
Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke ras mein jeenay ka harjaana duniya dushman
Sab begaana inhe aag lagaana
Mann bole mann bole, mann se jeena ya marr jaana hey..!

Sadda Haq Aithe Rakh (x8)
Na na na......

Ooo...
O Eco-friendly, nature ke rakshak
Main bhi hoon nature

Rewaazon se samaajon se
Kyun.....?
Tu kaate mujhe
Kyun baate mujhe iss tarah
ho ho.....

Kyu sach ka sabak sikhaaye
Jab sach sunn bhi naa paaye
Sach koi bole tto tu niyam kanoon bataye
Tera darr, Tera pyaar, teri wah
Tu hi rakh rakh saala

Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Rakh
Sadda Haq Aithe Aithe Rakh....

Chorus
[Sadda Haq Aithe Rakh] (x4)

Sadda Haq Aithe Rakh....(x4)

Title: Arzoo Movie Album: Blood Money Lyricist: Kumaar Singer: Clinton Cerejo Music Label: Sony Music Music: Sangeet Haldipur, Siddharth Haldipur

Ik tere năăl răwa main
Tenu dil dă haăl kawăăn măin
Bas tere naal rawă main soniye
Woh ho o..
Khwaab hai tu hai mera
har păl hai tu mere rubaru
Kaash tham jaaye tujh mein ye samaa
Keh rahi hai yeh meri arzoo
Woh ho o...
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Ik tere naal răwa main
Tenu dil da haal kawa main
Bas tere naal rawa măin soniye
Woh haaye

Tenu pal pal pyar karaă măin
Aaja iqraar karaan măin
Tenu pal pal pyaar kară main soniye
Soniye
Oh yehi gungunati hai, gungunati hai meri hi arzoo
Woh ho ho...

This is what I do
This is what I do
When I think of you
This is what I do
When I think of you
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

I'm falling in love
Ho... tujhe seene mein yun băsa loon
Ho... tujhe rakh loon dil ko nikalu woh
Dhadkan ke raston pe ćhup ke se
Tujhe le ke ćhalun
Faaslon se ćhupa ke phir main
Rooh se jod loon
Woh ho ho..

Soniye...
Ho zulfon mein raatein chupa doon
Ho teri raah mein taare bićha doon woh
Dil khush hai, sab kućh hai
Yehi saćh hai, tu jo kahe toh
Kadmon ki ore tere aasmaan mod doon
Woh ho ho...
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks
Khwab hai tu hai mera khwaab tu
Har pal tu hai mere rubaru
Kaash tham jaaye tujh mein yeh sama
Keh rahi hai yeh meri arzoo
Woh ho ho......
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Song Title: Jo Tere Sang Lyricist: Sayeed Quadri Movie Album: Blood Money Singer: Mustafa Zahid Music by: Jeet Ganguly Music Label: Sony Music

Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo hāseen lamhe
Jo tere sang bāati baatein
Bune jo haseen sapne
Ẃoh toh hai āb bhi wohi, khade bānke sawaali
Dekhe hai tera rasta, honthon pe leke shiqwa
Woh ghar kyun bhool gaye, tod gaye, chhod gaye
Jannat jo tha...
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks
Manga jo chaaha jo dekha jo, mila wohi
Kaha jo socha jo kiya jo, huaa wohi
Ho maanga jo chaaha jo dekha jo, milaa wohi
Kaha jo socha jo kiya jo, huaa wohi
Raahon mein mujhko khushi, phoolon ke jaise mili
Honthon pe mere hansi, kaliyon ke jaise khili
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chhod gaye
Jannat jo tha
Ho o o..

Saathiya....
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Mere hi isharon pe chale hai waqt bhi
Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di
Haan, mere hi ishaaron pe chale hai waqt bhi
Main hoon woh khiladi jisne sabko maat di
Nahin hai mujhsa koi, maine jo mitti chhui
Haan woh bhi sona hui, jalta mujhse har koi
Woh ghar kyun bhool gaye todh gaye chhod gaye
Jannat jo tha

Jo tere sang kaati raatein
Jiye jo haseen lamhe
Jo tere sang baati baatein
Bune jo haseen sapne
Woh toh hai ab bhi wohi, khade banke sawaali
Dekhe hain tera rasta, honthon pe leke shiqwa
Woh ghar kyun bhool gaye, tod gaye, chhod gaye
Jannat jo tha...

Ho o o..
(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Teri Yaadon Se Movie Album: Blood Money Singer: Mustafa Zahid Music Composer: Pranay Lyricist: Sayeed Quadri Music Label: Sony Music

Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena yeh mushqil
Yeh woh baarish hai
Deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahaan phir teri justaju hai
Ho o o..

Teri yaado'n se doori behtar hai
Karti jeena hai mushqil
Yeh woh baarish hai deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahaan phir teri justujoo hai

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Raahon mein dhoonda karta hoon
Jab bhi kahin se guzarta hoon
Bhoole se tu mill jaa kabhi
Aankhon ko cherha dikha kabhie
Koi bhi aahat sun.ta hoon
Darr pe nigaahein karta hoon
Aisa naa ho tu ho kahin
Aa ke bhi mujh se mile nahi

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Tere bina main tanha hoon
Waqt se toota lamha hoon
Aise naa mujhko sazaa de tu
Meri khataayein bhula de tu
Kyun yeh ummeed main rakhta hoon
Kyun yeh main socha karta hoon
Kaash mujhe agar bulaa le tu
Gar hoon khafa toh manaa le tu
Teri yaadon se doori behtar hai
Karti jeena hai mushkil
Yeh woh baarish hai, deti banjar hai
Bheeg ke hoga kya haasil
Tujhe hi nahi jab meri aarzoo hai
Mujhe bhi kahaan phir teri justujoo hai

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Song Title: Gunaah Movie Album: Blood Money Lyricist: Sayeed Quadri Music Composer: Jeet Ganguly Singer: Mustafa Zahid Music Label: Sony Music

Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Gunaah kiya usay ik din tanha chhod ke

Gunaah kiya dil maine yaar ka todh ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chodh ke
Tu mill naa paaye hum jee naa paaye
Kahin mar naa jaaye kaisi hai
Kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahein
Kahin marr na jaayein zindagi
Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Aankhien hai num, dhadhkan maddham
Ab maan jaa roothe sanam
Saansein chubhan, toota sa mann
Aur naa sataa oh jaan-e-mann
Tu mill naa paaye hum jee naa paye
Kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahein
Kahin marr na jaaye zindagi
Gunnah kiya dil maine yaar ka tod ke

Na re na re...
Mera har pal abb toh bojhal
Veeraan saa dil yeh har dum
Laakhon hai gham tanha hai hum
Kaise sahein itna sitam
Tu mill na paaye, hum jee naa paaye
Kahin marr na jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahein
Kahin marr na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke
Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke
Aaa..
Gunaah kiya.. gunaah kiya...

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks



Song Title: Chaahat Movie Album: Blood Money Singer: Rahat Fateh Ali Khan Music Director: Jeet Ganguly Lyricist: Sayeed Quadri Music Label: Sony Music

Main toh bas teri chahat mein
Chahoon rehna sada
Main toh bas teri qurbat mein
Chahoon rehna sada
Saaya bhi tera main hone naa doon juda
Maine tay kar liya

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haq hai ik mera
Bas haq hai ik mera
Bas haq hai ik mera

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Yaadon mein tujhko rakhun
Baatein bhi teri karoon
Itna deewana hoon tera
Ho ho raaton mein jaaga karoon
Din bhar bhatakta rahoon
Main toh yahaan se bas wahaan

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Tere ishq pe, tere waqt pe
Bas haq hai ik mera
Teri rooh pe, tere jism pe
Bas haq hai ik mera
Bas haq hai ik mera
Bas haq hai ik mera

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks

Main toh bas teri chahat mein
Chahoon rehna sada
Main toh bas teri qurbat mein
Chahoon rehna sada
Saaya bhi tera main hone naa doon juda
Maine tay kar liya

(Brought to you by – Shayari N Shayari)
http://www.facebook.com/shayari.networks



Song : Tere Bina feat Rahat Fateh Ali Khan || Movie : Tezz || Music :Sajid - Wajid

Tere bina… tere bina… dil nayyo lagda
Mera dil nayyo lagda…X 2

-[a shayari n shayari presentation]-

Tuhi… meri hai zindagi tu hi meri hai har khushi
Tuhi meri hai bandagi...

-[a shayari n shayari presentation]-

Kaise kahun kahan jaaun
Kisse karun sazadaa…
Haan kisse karnun sazdaa…

-[a shayari n shayari presentation]-
Tere bina… tere bina… dil nayyo lagda
Mera dil nayyo lagda…

-[a shayari n shayari presentation]-

Kaise kahun kahan jaaun
Kisse karun sazadaa…
Haan kisse karnun sazdaa…

-[a shayari n shayari presentation]-
Teri kasam, teri kasm.. jaane jaanaa
Tere liye tere liye main deewna..
Kaise jeeyein ..kaise jeeyein batanaa..
Maut bhi mujhko naa aaye…X 2

-[a shayari n shayari presentation]-
Tuhi… meri hai zindagi tu hi meri hai har khushi
Tuhi meri hai bandagi...

-[a shayari n shayari presentation]-
Tere bina… tere bina… dil nayyo lagda
Mera dil nayyo lagda…

-[a shayari n shayari presentation]-

Maahi mera maahi mera sona sona
Rabba mere, rabba mere hai meraa saloona
Tere siwa mera koi na honaa…
Yaad teri kitna sataayee…

-[a shayari n shayari presentation]-
Tuhi… meri hai zindagi tu hi meri hai har khushi
Tuhi meri hai bandagi...

-[a shayari n shayari presentation]-
Tere bina… tere bina… dil nayyo lagda
Mera dil nayyo lagda..

-[a shayari n shayari presentation]-
Kaise kahun kahan jaaun
Kisse karun sazadaa…
Haan kisse karnun sazdaa…

-[a shayari n shayari presentation]-


Like us at Facebook – www.facebook.com/shayari.networks
Visit our official blog – www.shayarinetworks.wordpress.com


Song : Naina Re || Movie : Dangerous Ishq || Lyricist : Sameer Anjaan || Music : Himesh Reshammiya

Khud Hi Dil Ka Rog Lagaaye, Khud Hi Baithaa Roye
Nainaa Re…nainaa, Tujhse Buraa Na Koi
Nainaa Re, Tu Hi Buraa, Tu Hi Buraa Tujhse Buraa Na Koi
Khud Hi Dil Ka Rog Lagaaye, Khud Hi Baithaa Roye
Nainaa Re…
Sab Ki Prem Kahaaniyaan, Dil Ki Bechainiyaan
Tu Hi Shuru Karwaaye, Khud Hi Dil Ka Rog Lagaaye
You are reading this on a Shayari Networks Forum.
Khud Hi Baitha Roye, Nainaa Re Nainaa Tujhse Buraa Na Koi
Nainaa Re, Tu Hi Buraa, Tujhse Buraa Na Koi
Khud Hi Dil Ka Rog Lagaaye, Khud Hi Baithaa Roye
Nainaa Re…
Aansu Banke Chalka Jaaye Dil Ka Paimaana
Ishq Mein Hai Intne Sadmein Dil Ne Na Jaana

Ab Ek Pal Ki Bhi Duriyaan Mujhse Sahi Jaaye Naa
Dard Bhari Tanhaayian Mujhse Sahi Jaaye Naa
Naina re, Nainaa re…
Nainaa Re, Tu Hi Buraa, Tujhse Buraa Na Koi
Khud Hi Dil Ka Rog Lagaaye, Khud Hi Baithaa Roye
Nainaa Re…
Aa..aa….aa..
Tute Sapne, Bikhre Armaa Kya Hua Haasil
You are reading this on a Shayari Networks Forum.
Bebasi Ka Chaaya Aalam Kya Kare Ye Dil
Kaate Kate Naa Rateiyaan, Mushkil Judayee Badi
Yaad Aaye Bitee Baateiyaan laage Kyon Gosi Ghadi
Nainaa Re…, Tu Hi Buraa, Tujhse Buraa Na Koi
You are reading this on a Shayari Networks Forum.
Khud Hi Dil Ka Rog Lagaaye, Khud Hi Baithaa Roye
Nainaa Re…
Aa..aa..aa







Song : Roz Shaam Aati Thi Magar || Movie : Imtihaan || Lyricist - Faiz Anwar || Bollywood Movie Song Lyric

roz shaam aatii thii magar aisii na thii
roz roz ghataa chhaatii thii magar aisii na thii
ye aaj merii zindagii mein kaun aa gayaa
roz shaam aatii thii ...

daalii mein ye kisakaa haath karen ishaare bulaaye mujhe
jhuumatii chanchal hawaa chhuuke tan gudagudaae mujhe
haule haule dhiire dhiire koii giit mujhako sunaae
priit man mein jagaaye
khulii aankh sapane dikhaae
dikhaae dikhaae dikhaae
khulii aankh sapane dikhaae
ye aaj merii zindagii mein kaun aa gayaa ...

aramaanon kaa rang hai jahaan palake uthaatii huun main
hans hansake hai dekhatii jo bhii muurat banaatii huun main
jaise koii mohe chhede dil kho aur bhii jaatii huun main
jagamagaatii huun main
diiwaanii huii jaatii huun main
diiwaanii diiwaanii diiwaanii
diiwaanii huii jaatii huun main
ye aaj merii zindagii mein kaun aa gayaa ...

Song : Chaha To Bahut || Movie : Imtihaan || Lyricist - Faiz Anwar || Bollywood Movie Song Lyric

--MALE--
(Chaaha to bahut na chaahe tujhe
Chaahat pe magar koi zor nahin) - 2
Dil hi to hai tum pe aa hi gaya
Dil ka sanam yeh qusoor nahin
Chaaha to bahut, chaaha to bahut, chaaha to bahut

--FEMALE--
Chaaha to bahut na chaahe tujhe
Chaahat pe magar koi zor nahin
Dil hi to hai tum pe aa hi gaya
Dil ka sanam yeh qusoor nahin

--MALE--
Chaaha to bahut

--FEMALE--
O, chaaha to bahut

--MALE--
Tera naam hai in honton pe
Seene mein hai tasveer teri
Tune mujhko apna maana
Yeh hai sanam taqdeer meri
O, yeh hai sanam taqdeer meri

--FEMALE--
Dil yeh pukaare milke sanam - 2
Honge kabhi ab door nahin
Chaaha to bahut na chaahe tujhe
Chaahat pe magar koi zor nahin

--MALE--
Dil hi to hai tum pe aa hi gaya
Dil ka sanam yeh qusoor nahin
Chaaha to bahut

--FEMALE--
O, chaaha to bahut

--MALE--
Jaane kis tarha voh jeete hain
Jin ka koi dildaar nahin
Patthar honge unke dil mein
Jin ko kisi se pyaar nahin
O, jin ko kisi se pyaar nahin

--FEMALE--
Karti na kaise ikraar tumse - 2
Itni bhi hum maghroor nahin
Chaaha to bahut na chaahe tujhe
Chaahat pe magar koi zor nahin

--MALE--
Dil hi to hai tum pe aa hi gaya
Dil ka sanam yeh qusoor nahin

--FEMALE--
Chaaha to bahut na chaahe tujhe
Chaahat pe magar koi zor nahin

--MALE--
Chaaha to bahut

--FEMALE--
O, chaaha to bahut

--MALE--
Chaaha to bahut

Song : Do Baatein Ho Sakti Hain || Movie : Imtihaan || Lyricist - Faiz Anwar || Bollywood Movie Song Lyric

Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki-2
Ya duniya se too darti hai -2
Ya kadar nahi mere pyaar ki

Do baatein ho sakti hain
sanam tere inkaar ki
Ya duniya se too darti hai -2
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki


Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye hai hai hai hai
Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye
(Lekin meri mohabbat pe
tujko yakeen na aaye-2

Do baatein ho sakti hain
abto jeet ya haar ki-2
Kahde mujhse main mar jaooun -2
Ya thaam le baahein yaar ki

Do baatein ho sakti hain
sanam tere inkaar ki-2

Song : Is Tarah Aashiqui Ka Asar Chod Jaunga || Movie : Imtihaan || Lyricist - Faiz Anwar || Bollywood Movie Song Lyric

is tarah aashiqii kaa asar chhod jaauungaa -3
tere chehare pe apanii nazar chhod jaauungaa -2
is tarah aashiqii kaa ...

main diivaanaa ban gayaa huun kaisii ye muhabbat hai
zindagii se badhakar ab terii zaruurat hai
mujhako tuu chaahiye teraa pyaar chaahiye
ek baar nahiin sau baar chaahiye
har saans main apanii tujhape lutaaungaa
dil ke lahuu se terii maang sajaauungaa
tere chehare pe apanii ...

pyaar kyaa hai dard kyaa hai diivaane samajhate hain
ishq mein jalane kaa matalab aashiq hii samajhate hain
main tadapataa huun tujhase kuchh na kahuun
bin kahe bhii magar main to rah na sakuun
is bekhudii mein aakhir kahaan chain paauungaa
mar ke bhii main tujhase judaa ho na paauungaa
tere chehare pe apanii ...

Song : Chuda Ke Daman Toh Jaa Rahe Ho || Movie : Imtihaan || Lyricist - Faiz Anwar || Bollywood Movie Song Lyric

chhudaa ke daaman to jaa rahe ho
thahare kyuun do kadam pe jaa ke
do kadam pe jaa ke

khabar hai mujhako hai pyaar tujhako
thahare kyuun yuun nazar milaa ke
yuun nazar milaa ke

tuu ruu

chhudaa ke daaman to jaa rahe ho - 2
thahare kyuun do kadam pe jaa ke
do kadam pe jaa ke

khabar hai mujhako hai pyaar tujhako
Thahare kyuun yuun nazar milaa ke
yuun nazar milaa ke

la la chi ...

nazar milaanaa bhii ek adaa hai
nazar jhukaanaa bhii ik adaa hai
ye baat sach hai kisiise puchho
nazar churaanaa bhii ik adaa hai
hai udhar nahiin kuchh udhar na dekho
idhar hai vo dil jo tujhako chaahe
bahut hasiin hai tumhaaraa gussaa
hame to isape bhii pyaar aaye
tumhaarii aankhon ne kyaa kahaa hai - 2
puchho tum ye kariib aake
haay ye kariib aake
chhudaa ke daaman ...

la la

ajiib haalat hai aaj apanii
har ek tamannaa machal rahii hai
kyuun aaj mujhako ye lag rahaa hai
ki dil ki dhadkan badal rahii hai
hai aashikaanaa mizaaz apanaa
kaho tumhaaraa mizaaz kyaa hai
agar kaho tum to main bata duun
chhupaa dil mein vo raaz kyaa hai
main chaahatii huun ki tumako rakh luun - 2
apanii har saans mein chhupaa ke
saans mein chhupaa ke

chhuudaa ke daaman ...

khabar hai mujhako ...