moto

Friday, May 11, 2012

Song : Do Baatein Ho Sakti Hain || Movie : Imtihaan || Lyricist - Faiz Anwar || Bollywood Movie Song Lyric

Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki-2
Ya duniya se too darti hai -2
Ya kadar nahi mere pyaar ki

Do baatein ho sakti hain
sanam tere inkaar ki
Ya duniya se too darti hai -2
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki


Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye hai hai hai hai
Kabse khada main raahon main
Apna dil bichhaye
(Lekin meri mohabbat pe
tujko yakeen na aaye-2

Do baatein ho sakti hain
abto jeet ya haar ki-2
Kahde mujhse main mar jaooun -2
Ya thaam le baahein yaar ki

Do baatein ho sakti hain
sanam tere inkaar ki-2

No comments:

Post a Comment